Sunday, May 9, 2010

भोल जब फिर रात खुलाली

भोल जब फिर रात खुलाली (kal jab fir raat khulegi)
धरती मा नयी पौद जमाली (dharti me nayi paudhe jamenge)
पुराना डाला खंगारा ह्वेकि (purane ped sukh ke)
नयी लागुल्युन सारु दयाला (nayi belon ko sahara denge)
मी ता नि रौलू मेरा भूलों तुम दगडी ये गीत राला-2
(mai to nahi rahunga chhote bhaiyo par tumhare saath mere ye geet rahenge)
भोल जब फिर रात खुलाली (kal jab fir raat khulegi)
इखी ये मातम जन्म्यु मी भी (yahi isi mitti me maine bhi janm liya)
मेरी भी बोटी रै अंग्वाल-2 (meri bhi mutthiyan band hi thi)
भारा खैरी का सरिनी मं भी (dukh ke bojhh mai bhi dhoye)
मी भी हित्युं उन्दरी उकाल-2 (unche niche raston pe mai bhi chala)
डालियुं कु छैल अर बाठों का गारा-2 (pedon ki chhaya or raston ke patthar)
मेरा हिटयां की गवै दयाला (mere chalne ki gawahi denge)
मी ता नि रौलू मेरा भूलों तुम दगडी ये गीत राला
(mai to nahi rahunga chhote bhaiyo par tumhare saath mere ye geet rahenge)
भोल जब फिर रात खुलाली (kal jab fir raat khulegi)
बरखा बर्खाली घाम चमकला (barish hogi dhup chi chamkegi)
सुख दुःख आना जाना राला-2 (sukh dukh aate aur jate rahenge)
खुच्ल्यो मा हंसदा खेल्दा बेटुला (godi me hanste khelte bachhe)
देखदा देखदा ब्वारी हवे जाला-2 (dekhte dekhte kisi ki bahu ho jayengi)
भोल ये फुलमुंडया सासू बानिकी (kal fir budhe hoke jab saas banengi)
नयी नयी ब्वार्युं रुवाला (nayi nayi bahuwon ko rulayengi)
मी ता नि रौलू मेरा भूलों तुम दगडी ये गीत राला
(mai to nahi rahunga chhote bhaiyo par tumhare saath mere ye geet rahenge)
भोल जब फिर रात खुलाली (kal jab fir raat khulegi)
बस्ग्याल रुजू ह्युन्द कौन्पू (barsaat me bhiga sardiyon me kaanpa)
मिन भी साईं रुड्युं की मार-2 (garmiyon ki maar maine bhi sahi)
मिल भी बरती ऋतू बसंत (basant ritu maine bhi dekhi)
मी परे भी ऐए मौल्यार-2 (mujhme bhi nayi tajgi aayi)
मिन भी के छै आस कई की-2 (maine bhi kisi ki aas ki thi)
ये डांडा काँठा छविं लगाला (ye jangal parvat uski batein karenge)
मी ता नि रौलू मेरा भूलों तुम दगडी ये गीत राला
(mai to nahi rahunga chhote bhaiyo par tumhare saath mere ye geet rahenge)
भोल जब फिर रात खुलाली (kal jab fir raat khulegi)
मेरा भी अपडा पर्याँ हर्चिनी (mere apne paraye bhi khoye hain)
मेला खोलो मा अचनचाकी (melon me achanak)
मी भी रोयुं भाकोरा भाकोरी (mai bhi jor jor se roya hun)
आंसू आंख्युं मा रैनी जब तक-2 (aankhon me aansu rahe hain jab tak)
कौथिग यानि विरेन राला-2 (mele aise hi hote rahenge)
नया नया कौथिगेर आला (naye naye mele me ghumne wale aayenge)
मी ता नि रौलू मेरा भूलों तुम दगडी ये गीत राला
(mai to nahi rahunga chhote bhaiyo par tumhare saath mere ye geet rahenge)
भोल जब फिर रात खुलाली (kal jab fir raat khulegi)
मिल भी सैनी फुल्ल्वा कांडा (maine bhi phoolon ke kante sahe hain)
गित्वी माला गन्च्यानौ कु-2 (giton ki maala banane ke liye)
जन द्वि एकी गीत मिन भी (ek do git maine bhi gaye)
कई निरुन्दौ हैन्सानाऊ कु-2 (kisi rote huwe ko hansane ke liye)
हैस्दारा जब भोल बिसरी जाला-2 (hansne wale jab kal bhul jayenge)
रोंदारा रवे रवे की सम्लाना राला (rone wale ro ro ke yaad karte rahenge)
मी ता नि रौलू मेरा भूलों तुम दगडी ये गीत राला
(mai to nahi rahunga chhote bhaiyo par tumhare saath mere ye geet rahenge)
भोल जब फिर रात खुलाली (kal jab fir raat khulegi)

2 comments:

Unknown said...

yaar bahu aacha laga mujhey pata nahi tha ki meru dagdya itna sunder likh sakda wa bhi yan tareeka se negi ji ka geeet..
thax bhai ji...

Unknown said...

bhol jab raar khulali meru comment jarooor padi thik cha ..........sarryrawat@gmail.com